Phool Mai Bheju Dil Ye Karta Hai Par Tera Pata Maloom Nahi Salma Pe Dil Aa Gaya: The Best Scenes fro
- temekapress838j1bz
- Aug 12, 2023
- 6 min read
Phool mein bhejoon Haan o phool mein bhejoon Dil yeh karata hai Par tera pata maalum nahi Maalum nahi, haan maalum nahi Khat mein likhu Haan khat mein likhu Dil ye karata hai Par tera pata maalum nahi Maalum nahi, haan maalum nahi
Chori chori nazar milaake Haay woh tera sharmaana Chori chori nazar milaake Haay woh tera sharmaana Aachal ko dabaake daaton mein Nayi ada se muskaana Chum loon tujhako Haan chum loon tujhako Dil yeh karata hai Par tera pata maalum nahi Maalum nahi, haan maalum nahi
Phool Mai Bheju Dil Ye Karta Hai Par Tera Pata Maloom Nahi Salma Pe Dil Aa Gaya
Tere shehar se meri gali se baade Saba toh gujarati hai Tere shehar se meri gali se baade Saba toh gujarati hai Daaman pe hawa se likh dena Jo tere dil pe gujarati hai Udake aau haan udake Aau dil yeh karata hai Par tera pata maalum nahi Maalum nahi, haan maalum nahi
This video and mp3 song of "phool main bheju love hd jhankar salma pe dil aagaya kumar sanu lata mangeshkar " was published by music collection pintu on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 5:57 minutes and played 15614 times.
This video and mp3 song of "phool main bheju kumar sanu lata mangeshkar salma pe dil aa gaya love song" was published by madhur sangeet on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 8:01 minutes and played 24108 times.
This video and mp3 song of "phool main bheju dil ye karta hai per tera pata maloom nahin" was published by ? rashid pir music ? on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 6:30 minutes and played 54582 times.
This video and mp3 song of "phool main bheju eagle jhankar salma pe dil aagaya 1997 kumar sanu lata mangeshkar by rubab" was published by j͎h͎a͎n͎k͎a͎r͎ 4͎e͎v͎e͎r͎ on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 6:27 minutes and played 87113 times.
Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar (2) Mai tera din bachaunga, Ay mere nana, Mai apna khoon bahawunga, Ay mere nana, Husain jaata hai marne, Salaam ma ke mazaar Meri sharike safar ban-ke, Saath chal amaa, Safar pe jaata hu kapde, Mere badal amaaLibaaz-e-khuld sajaa de, Badan pe phir ek baar Dua karoo koyi sar be-rida na ho amaa, Namaze zoh-ke shahadat, Kazaa na ho amaa, Na aye mere chaman pe, Sitam ki gardo gubar Diye jalane ko nana, Tumhare roze par, Zuroor ayegi Sugra, Har ek sham-o-sahar, Khuda kare rahe roshan, Sada tumhara mazaar Tumhare jaisa hai nana, ye mera laal Akber, Dua karoo na lage isko, Asmaan ki nazar, Lute na door watan se, Hamare dil ka karar Tamaam phool se bache hai, Aur garm hawaa, Hamare khoon ki pyaasi hai, Foje Zulmo jafaa Safar me koi shajar bhi, Nahi hai saaya adaa Ha-ek phool to aisa hai, Jo khila bi nahi, Na paye pani tho kar sakta, Wo gila bhi nahi, Wo jisko dek-ke aati, Hai dood ki mehkar Meri sakina kaha aur, Rasan ke bandh kaha, Zamin garm pe chalna, Use pasand kaha, Kadam wo phool se nazook, Wo raaste purkhar Challa me waada nibhaane Sallam ma ke mazaa Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar (2) ***********************
GHAR GHAR MATAM, DAR DAR MATAM Tera hota rahe maula matam (2) Basti basti karya karya (2), Tera hota rahe maula matam Gar gar matam, dar dar matam, Tera hota rahe maula matam Tera matami ay mere maula, Duniya ke kisi kone me gayaa Musroof raha matam me tere (2) Deta he sukoon tera matam Jab dil ne kaha aayi Zehra, Mere ghar me bahaane ashke azaa Bas maine bichake farshe azaa (2) Kuch dair kiya barpa matam Kal haath bandhe the zainab ke, Majboor behen thi matam keMajlis hai teri ghar ghar barpa (2) Ab karti hai sab dunya matam Abbas ke shane kat tho gaye, Masum tere pyaase hi rahe Ghazi ke liye bacho ke liye (2) Ab karta hai ye darya matam Aashoor ko jab suraj nikla, Zehra ke bhare ghar ko dekha, Par chand ne zainab ko dekha (2) Karti hai bhare ghar ka matam Karbal se safar tha shaam ka jab, Lashe pe pukari ye zainab, Taa hashr teri mazloomi par (2) Karna hai mujhe bhaiya matam Jo karbobala se sham gayi, Wo binte Zahra binte Ali, Sab maaye behne milkar ab (2) Karti hai sadaa uska matam Bimar tha aur zanjeeri thi, Pairo ke tale jalti thi zamin, Sajjad ke gham me roro kar (2) Karta hai har ek rasta matam ***********************
HUSSAIN ZINDABAAD (2) Khuda ye paak ka pyara hussain zindabad. Nabi ki ankhoon ka tara hussain zindabad. Dil-e-batool ka pyara hussain zindabad. Ali ka raaj dulara hussain zindabad Lagaye jao ye nara (hussain zindabad-2) Kaho ye milke hamara (hussain zindabad-2)AMIR-E-SHEHR SHAHADAT HAI TERA NAAM HUSSAIN. Tuji pe behja hai islam ne salaam hussain. Hai tere hato me kounain ka nizaam hussain. Suna jo noke sina par (tera kalaam hussain-2) Pukaar-uta ye nazaara (hussain zin.. 2) KIYA HAI PANI TERE GHAWSALO NE PATHAR KO? Shikast di hai teri pyaas ne samandar ko. Fana ke kabr me dafna kiya sikandar ko. Ulat ke rakhdiya tune (har ek manzar ko-2) Hakikato ko ubharaa (hussain zin.. 2) KAYAAR SHAB PE UJALO NE HUKMARAANI KI. Jale diye to hawo ne paas pani ki. Mili zaif ko ugrayi ya jawaani ki. Zaban hogayi majbur (be zabaani ki-2) Ye tera faiz he saraa (hussain zin.. 2) PAYAAME HAQ HAI KHUDA KI KASAM PAYAME HUSSAIN. Har ek cheez hai kuonain ki gulam hussain. O mohtaram hai jo karta hai ehtaraam hussain Aghar yazid se lena hai (intikaam-e-hussain-2) Laghawo joom ke nara (hussain zin.. 2) JO GHAR LUTAATA HAI USKO HUSSAIN KEHTE HAI. Jo din bachaata hai usko hussain kehte hai. Jo hur banaata hai usko hussain kehte hai. Jo jeet jaata hai (usko hussain kehte hai-2) Shuja-atoonay tone pukaraa (hussain zin.. 2)BARAAYE JUNG YE LAYKAR JO ZULFIKAAR GAYA. Amir-e-shaam ko beta ali ka haar gaya. Kiya ye wakt ne aylaan ikhtidaar gaya. Hussain jit gaye or (yazid hargaya-2) Khuda ka din pukaraa (hussain zindabad-2) ALI KA LAAL SHAHE MASHRAKAYN ZINDAA HAY. Wo khalb-e-fatema zehra ka cheyn zinda hai. Shabaab fata-e-kadro hunain zindaa hai. Yazid margayaa mera (hussain zinda hai-2) Ye zindagi ka hai naraa (hussain zin.. 2) YE TERA DOST BHI TERA ADOO BHI KEHTA HAI. Chiraag andhiyo ke ru-baru bi kehta hai. Alam bi tegh bi chah dil gulu bi kehta hai. Nazar bi fikr bi dil bhi (lahu bhi kehta hai-2) Jo katl hoke na haraa (hussain zin.. 2) WAFA KA SAMT-TERA GOHAR SADA PASAND RAHE. Nishan-e-matame shabbir al jo band rahe. Alam hussain ke lashkar ka sar buland rahe. Yazid kabr ki gayrayiyo (me band rahe-2) Dil-e-hussain hamara (hussain zin.. 2) Lagaye jao ye nara (hussain zindabad-2) Kaho ye milke dobara (hussain zindabad-2) Laghawo joom ke nara (hussain zindabad-2) Lagaye jaan ye nara (hussain zindabad-2)Kaho ye milke dobara (hussain zindabad-5) ***********************
YA ALI ADRIKNI, YA ALI ADRIKNI Dasht may luti gayi aale Rasoole madani Ya Ali adrikni (2) Haaye be aab huwe qatl Hussaini Hassani Ya Ali adrikni, Ya Ali adrikni Dasht wo tapta huwa, dhup may aal-e-abaa Khaak pe baita huwa, kartha hai ro kar buka (2) Kaisi taqdeer may likhi thi gharibul wathani Shaah ka wo nusrathi, kaisa huwa jannati Zaanu-e-sibte Nabi, aur sar-e-Hurr-e-jari (2) Koi Hur jaisa nahi duniya may qismath ka dhani Fathima Zehra ka laal, pyaas se ran may nid-haal Aata hai aksar khayaal, kissay karoo ye sawaal (2) Maalik-e-kausar-o-tasnim ye tishna dahaniBacha bhi che-maah ka, pyaas say tadpa kiya Teer-e-sitham kya chali, chid gaya nanha gala (2) Teer-se pehlu aur Asghar ki ye ghuncha dahani Kehti thi rokar ye maa, haaye mera be-zubaan Haaye ye nanhi si jaan, toota na kyun aasman (2) Ye sitham aur mere asghar ki ye naazuk badani Haaye wo kadiyal jawan, gir pada khaakar sina Ro diya ye aasman, baap ka azm-e-jawan (2) Shah-e-deen khaynchte hai sinay say barchi ki ani Laash pe kehti hai maa, ay mere kadiyal jawan Saal tha attharawan, haaye ye zakhm-e-sina (2) Dekhiye aake jawan laal ki gul pai-rahani Sayyad-e-abraar hai, nargha-e-kuffaar hai Dar pay ye aazaar hai, teeron ki bouchaar hai (2) Jism Shabbir ka teeron se hai chalni chalni Zainab-e-aali muqaam, tumpe hai laakhon salaam Ummath-e-khairul anaam, khoob kiya ehteraam (2) Be-rida saani-e-Zehra huwi baazu rasani Ya mere mushkil kusha, khalq ke haajath rawa Aap pe mehshar fida, kardo ishaara zara (2) Sang reze abhi hojayenge laal-e-yamani ***********************
Fraud itna hogaya hai agar hakikat me kisi ko zarurat ho sabut ke shath tab bhi salman bhai nahi dege. Kyonki log jhooth bahut bolte hai bhai aap jab bhi kisi ki madad kare jo baat ho uska sabut jarur mange.aap apne wande ko bhejkar jaankari lekar phir usse baat karke madad kare aap ka paisa phir jarurat mand ko pahuche ga. Delhi ya up ka ho koi aap hame bata dena hum jake jaankari lelege madad karna ya madad ke kaam me samil hona dono sabab ka kam hai aapka bhai Mohd Faisal khan 9871413353 2ff7e9595c
Commentaires